गुरुवार, 15 नवंबर 2012


3 टिप्‍पणियां:

  1. ye blog samaj me vyapt kuritiyon aur ghatnao ko sajhaa karne ka ek manch hai. hamara prayas hai ki logon ke vichar jankar in kurition ka ant karen. sabhi bhai-bhanon ka swagat hai...

    जवाब देंहटाएं
  2. Aapke shabd apki sabhyataa ka prateek hain , kripya achhe shabdon ka chayan karen.

    जवाब देंहटाएं
  3. Bhagwan RAM ke AYODHYA loutne par deshvasiyon ne deep jalaakar , patakhe chalaakar unka swagat kiya tha . is baat ko ek yug beet chuka hai, sath hi bahut kuch badlav bhi hua hai . jaise ......deepon ki jagah chaineej jhalar ne le li hai,lakin vidambna dekhiye - hamara baaroodi item ki taraf kitna moh badhaa hai. akele BULANDSHAHAR janpad me hi 24 KAROR ka baarood foonka gayaa. jab ek chote se shahar me itna baarood foonka gayaa to poore desh me kai ARAB ka barood foonka gayaa hoga ? Kitna achha hota yadi is fizool kharji ki jagah is paise ka upyog jankalyan ke karyon ke liye kiya jataa ! is tyohar par na jane kitne T.B. rogiyon ne hospitals ki raah pakdi hogi ? sath hi hum apne paryavaran ki swasthta ko kis berahmi se kuchal rahe hain...? kis kadar dhawani pradushan....?
    aao is par sabhi log milkar vichar karen .sabhi bhai - bahano ka swagat hai.

    जवाब देंहटाएं